Text Box: Home>  SMS Zone



अब आप अपने मोबाइल पर शायरी SMS द्वारा देख सकते हैं बिलकुल मुफ्त वो भी पूरे जीवन भर के लिए। जारी रखने के लिए अपने मोबाइल पर JOIN ellenabadshayri टाईप करे Send Kare 567678 ya 9219592195

Welcome Ellenabad.Com The Largest Yellow Pages                 Home      About Us      Contact Us      Press Releases      Sponsors

About Us     Contact Us     Submit Your Business     Sponsors    Press Releases                                                Site Designed & Hosted by : Computer Careers

Dosti

Ishq Or Dosti meri Zindgi ke do Jahan hai

Ishq Meri ruhe Dosti Mera Iman hai

Ishq par kar do Fida Apni Zindgy

Lekin Doste per Mera Ishq Bhi Kurban Hai

                                        Manoj Pareek, Ellenabad

Submit Your SMS

Dosti

Tamnna Karte ho Jin Khushiyo Ki

Dua hai wo Khusiya Aapke Kadmo me ho

Khuda Aaapko wo sab Hakiqut me de

Jo Socha Aapne Aapno me ho

                             Yogesh Sharma, Sirsa

Dosti

Chand Agar Roshan hai to Toshani Aap ho

Phool Agar Mahak hai to khushboo Aap ho

Zinda Agar Hum hai to Zindgi Aap ho

Sevak Virk, Ellenabad

Dosti

Kuch log dil pe is tarah asar kar Jate hai

Tute hue shisho mein bhi saboot nazar aate hai

Raho mein milte hai kuch der ke liye or

Zindgi bhar ke liye dil mein utar jate hai

Ravi Babbar, Ellenabad

Dosti

Har gum ko pala nahi jata

kanch ki chizo ko uchaja nahi jata,

kuch karna hai to mahnat kro yaaro har

baat ko bol ke taala nahi jata

 Ashish Bansal

Dosti

Har gira hua ghungahat haya ka nahi hota

Har utha hua hath dua ka nahi hota,

Bujh jate hai diye kabi kabi apni hi galtiyon se

Har bar kasoor hawa ka nahi hota

Shamsher Kathuria, Ellenabad